Tuesday, September 23, 2008

phate chithron se bhi tan

dhaankne ka prayas karta koi,

chhipata hai kis se o pagal?

jis aankh mein sharm hai woh uthti nahi

aur jo uthi hui hain woh to yun hi

taar-taar kiya karti hain.